Ab Mujhe Raat Din Lyrics - Sonu Nigam
Ab Mujhe Raat Din Lyrics - Sonu Nigam
Ab Mujhe Raat Din (From "Deewana") · Sonu Nigam · Sajid-Wajid · Faaiz Anwar
Best Of Sonu Nigam
℗ Super Cassettes Industries Private Limited
Released on: 2016-10-17
Producer: Sajid-Wajid
Ab Mujhe Raat Din Lyrics - Sonu Nigam
Hy zuu zuuu
hmm hmm hmm hmm
Hy hey hey hey hey hey
Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyar mein
dewano jaisa haal hain
Dewano jaisa haal hain
tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha
la la la la la la....
Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyar mein
dewano jaisa haal hain
Tum ko dekhe bena
chain milta nahi
Dil pe ab to koi
jor chalta nahi
Jaadu hain kaisa
dil ki lagi mein
Dub gaya hu
is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha
la la la la la la
Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyar mein
dewano jaisa haal hain
Har pal dhunde nazar
tum ko hi janeman
Haad se badhne laga
mera dewanapan
Dil mein basaa lu
apna banaa lu
Ya phir nazar mein
tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha
la la la la la la
Ab mujhe raat din
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein
dewano jaisa haal hain
Dewano jaisa haal hain
tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha
la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha
la la la la la la
0 Comments